tujhe sawal samjhoon to jawabon me uljha loon khud ko...
tujhe khayal samjhoon to khwabon me duba loon khud ko..
jo samjhoon tujhe barsaat to bhiga loon khud ko...
intezaar samjhoon tujhe to ye bata doon khud ko....
waqt se ladd jhagad kar bas paa loon tujhko....
duaon me apni basa loon tujhko.....
pal ye sare tujh tak pahuncha de mujhko....
bas jhalak me teri main paa loon khud ko....
ye sapne chheen ke chahe to saza de mujhko....
ya sath mera deke mana le mujhko....
akelepan se ladna sikha de mujhko....
ya khud ki zindagi me bula le mujhko.